Friday, August 31, 2012

khwahiish ab dil ki maar saka na koi

..

khwahiish ab dil ki maar saka na koi
Aajkal aadat  sudhaar saka na koi
Dekhta tha aayina maiN roz yahaaN
Harash-e-hasti yuN nikhaar saka na koi.


_____________Harash Mahajan

No comments:

Post a Comment